Advertisement

The only suspense left for Nawaz and Zardari is whether they will spend their remaining lives in prison or London - Fawad Ch's media talk

Advertisement
agar idar jail mein rahain bi To bi inko har facility available ha.. ab to log soch rahey hein ke wo bi arboon ki loot mar karey aur baad mein jail bi howi to aram se jail mein rest kareyn gey..:cool:
 
Sahafio kya NS ky saly lagty hain jo har interview main ussi ky bary main poochty rehty rehty hain ?
NS nay har aik ki keemat lagayi ti Tabi to aj bi NS ki NAB aur judiciary bi NS ki and Corrupt Media bi NS ki. kis kis bat par banda royeh. idar sara awa hi awa bigra howa ha. poori dal hi kali ha:cool: