mere bhai musharaf ki apni zati zindagi or tarbiyat ka farq tha .. magar foj larti hai captano or jawano ke sir par ..kuch faislay wakt daikh kar bhi kiye jatay hain .... mein musharaf ke iss decision ke khilaf nahi hon han apnay zati life style ke liye who ghair zaroori kam bi karnay laga warna musharaf nay bhi eik dam han nahe kar di thi lambi story hai or yeh jagah nahe ..
سلیوٹ ، پاک دھرتی کے ان جانثار بیٹوں کو ،جنہوں نے اپنی جانیں قربان کی جنہوں نے اپنے جسمانی عضاء کی قربانی دی ۔ یہ تمھاری قوم تمھاری مقروض ہے، آفرین تمھاری ماوں پر آفرین تمھاری اولادں پر ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
mere bhai musharaf ki apni zati zindagi or tarbiyat ka farq tha .. magar foj larti hai captano or jawano ke sir par ..kuch faislay wakt daikh kar bhi kiye jatay hain .... mein musharaf ke iss decision ke khilaf nahi hon han apnay zati life style ke liye who ghair zaroori kam bi karnay laga warna musharaf nay bhi eik dam han nahe kar di thi lambi story hai or yeh jagah nahe ..
lalay foj mein kharabiyan or boraiyan hain magar kia ham civilians say ziyada bori hai mein eik example daita hon ...kabi aap ko traffic police wala rok lay tu pesay dai ke chotna aam si baat hai lekin agar ap ko agar mp yani foj ki police wala rok laye tu kia aap soch bhi saktay hon ossay rishwat offer karnay ki ..Pakistan ka masla yeh raha hai ke azadi say hi sir par 6 gunah bara dushman musalat raha ..falahi riyast ki bajaye security state ban gai .. chand sharabi generals ki wajh say agar kuch bora howa tu who bhi ham mein say hi hain .. aap lakh ikhtalaf karo zia ke sath who eik different tha mein daway say kehta hon agar zia ka iqtadar hota tu ini talbno ko seedha kar daita or Nawaz shareef bi nro lay kar na jata osss nay latka dena tha mujhe tu muharaf pay tap hi yahi hai jin say jan choranay key liye co kia onhi ko hamarey sir phir thomp gaya .. but yeh young officers or jawan order ko follow kartay hain in ka kasoor nahe in ko to dad deni banti hai
kab gai ho Waziristan aap janab .. yar mein aap jeson ki chawalon say bara tang hon ... janab pak army ke operations par amriki media nay apni foj ko aray haton liya tha sawat operation ke baad ke eik third world ki army nay safaya kara diaya hai or aap kia kar rahey ho ... abi jo gayari sector mein barfani today ke neechay a gai thay pori doniya ki military nay kaha 10 sal lagain gai lashein dhondnay ko 1 sal mein nikali sari lashain ya nahe ... bhai sahib wait karo jis din Imran khan ya oss jesay koi a gaya phri dekho yeh mulk or yeh foj kia karnamey karey gi .. badbakht hain who loag jo pehchan nahe pa rahay