Advertisement

Rauf Klasra bashes Nawaz Sharif & other politicians in Khawaja Asif's style for craving lunch in APC

Advertisement
Klasra jee...in ko ehsas ho ga lekan us din jab Nawaz.Zardari
Altaf..Mullah Diesel..Afand Ishaq ke apnay bachay terrorists ke
hatho zibah ho gein...us din ap dekhna ke kesay ye meetings
karay gein...you will see....ye tu bechari Pakistani awam ha..jis ka
jeena marna kuch ehmiyat nahi rakhta in ke lia..
 
Re: PTV ke cameraman ko aaj siyastdano ko ice cream khate huwe nahi dekhana chahiye tha :- Amir Mateen

In do maskhron ko q is website py itni coveragee di jati hy jnhy kuch pta ni frustrated log.
Itny yeah kabil hoty toh idr q bythy hoty
 
سیاست دانوں کے کھانوں تک تو میڈیا کا کمیرہ پہنچ جاتا ہے ، کاش کبھی وقار کے ڈائینگ ٹیبل تک بھی پہنچ جائے
 
Advertisement
Re: PTV ke cameraman ko aaj siyastdano ko ice cream khate huwe nahi dekhana chahiye tha :- Amir Mateen

In do maskhron ko q is website py itni coveragee di jati hy jnhy kuch pta ni frustrated log.
Itny yeah kabil hoty toh idr q bythy hoty

Qabil loag hain tabhi yahan bethay hain...agar yeh loag nalayeq, na-ehel, baiwaqoof gadhay hotay to aaj APC mai nawaz sharif ke chamchay bankay uski baghal mai bethay hapad hapad kha rahay hotay.
 
Re: PTV ke cameraman ko aaj siyastdano ko ice cream khate huwe nahi dekhana chahiye tha :- Amir Mateen

Qabil loag hain tabhi yahan bethay hain...agar yeh loag nalayeq, na-ehel, baiwaqoof gadhay hotay to aaj APC mai nawaz sharif ke chamchay bankay uski baghal mai bethay hapad hapad kha rahay hotay.
Qabliat ka insan k mun kholny say andaza ho jata hy. Yeah TV py a gaey toh kabil ho gaey?
Dunya may hzaron channels hain lakhon anchors hain toh in ka kon sa rank hy?
Intihai anti Pakistan hain dono. In ki baton may jo tnz hy woh ksi ki investment ka btati hy jo in py hui hy..
 
Whats your definition of 'pro-pakistani'? Flattery of nawaz sharif or being slave of status quo?
 
Fight Between Fawad Chaudhry & Rauf Klasra For Role Of Maulana Fazal Ur Rehman

Advertisement