- Joined
- Aug 13, 2010
- Posts
- 73,847
- Reaction score
- 2,335
- Points
- 113
Last edited by a moderator:
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
Hasan nisar beyghairat, sharabi apni burai nahi dekhta sirf pakistan aur musalmno ko bura bhala kehta rehta hai.
[/QUO![]()
read between the lines.... Gaaliaan tu dy rahay hu wo nahi .... Haal ky tum inhi alfaz ky kabil hu ju tum ny aik Qabil sheks ky liay istamal kiay...... Yeh ju kaproon ki fahashi hy na ...yeh ghar Sy shoro hoti hy ... Apni nazar mien haya peda Karo or apni Ami baji bevi BETI ky labas ka khayal Karo .... Yeh tv dramay shows na khud dekho na apny ghar ki mustorat ko dekhnay do.... Tv channels wale byhoodgi nashar Ker saktay hien ... Remote tu ap ky hath mien hi hy na..... HN sirf Itna kehtay hien ky FAHASHI ka mutlab hy HUD Sy berhna .... Milawat bhi byhayai hy jis Sy ap ka wudo tu shaed na tootay LAKIN ap ki sehat zaroor tabah hoti hy .... Yeh ju kapray wali byhayaii hy na mere bhae YEH SUB HARAM KI KAMAEE KI WAJA SY HY.... HARAM KAMAYA JATA HY MALAWAT SY RISHWAT SY SFARISH SY BY INSAFI SY DGOKAY BAZI SY ..... YEH LANTIEN HUMTUM KERNY KI KOSHISH KERO .... KHUD BA KHUD "BYHAYAII" Khufum hu jae gi INSHAALLAH TE]

Mere na samajh dost..... ap k kiss muslim ki tareef karay wo.... btao...
Talliban ki tareef karay? Jo Islam k name pe katal o garat ka license hain...
Mulana Fazlu ki tareef karay ? Jo bgair thali wala baingan hai....
Nawaz Shareef ki tareef karay? Jo apni Business firm PMLN chala raha hai awam k paisay se...
Saudi King and arabs ki tareef karay? jo apni hakoomat bachanay k lie billions $ detay hain America ko....(na haq to kisi non muslim ko marna jaiz nahi) aur wo Billion$ kharach kar detay hain masoom muslamano ko marne k lie....
In sab se acha to Israel hai............
Hasan nisar sharabi ki asliyat ye hai,MQM, target killers, Altaf hussain ka pitho hai.
Han to Altaf hussain ne aik sham ki hai naaa. Mulla Umer ha Ajmal kasaab ne to nahi ki hai naa....
Altaf hussain ap k country ki aik major party ka leader hai.... log us ko mantay hain.... ap nahi mantay to kia hua.
ap k pyaray Nawaz shareef Altaf se kahin ziada dangerous hain....jis banday ka zahir kuch aur hai aur andar se kuch aur hai....
dosra wo sharaab peeta hai to apnay ghar me peeta hai, apna emaaan kharab karta hai... ap ko to nahi takleef deta naa.. na he ap ko kehta hai k sharab peo..... bewkoofon ki tarha shuru ho jao k wo sharaab peta hai.75 % MNAs yehe kaam karte hain...
Hasan nisar sharabi is liberal fasicst ,anti-pakistan ,anti-Islam
Hasan nisar Pakistan k atom bomb k bhi khelaf hai.
Wah ap ki soch pay......
Anti Pakistan, Anti Islam......
Pakistanio aur Muslams ko un k jahil aur nakamay honay pe wo agar bolta hai to kia matlab wo Anti islam and Pakistan hai????
Hamara masla he ye hai k hum apni galti ki bjae dosre ko blame kar rahay hain.....
ap muje btao k Kia hum as a muslim ya Pakistani kuch sahi kaam kar rahay hain.... Muje wo banda bta do aj kal k Politicians mein jo Pakistan k lie kaam kar ra ho except imran. sab k sab apnaa political business chala rahay hain and same is with MOL20s ... sab mulana apna halwa halal kar rahe hain...is k ilawa kuch nahi ha... ye hassan nisar acha hai ya ye Nam nehad politican and molvi achay hain...
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|