Advertisement

PTI Walon Par Kia Tankeed Kerni, Imran Khan Bhi Wohi Ker Raha Hai Jo Baqi Sab Ker Rehay Hai, Abb Ko

Faraq har waqt leader ka hota hain na k koi hajoom ka mahateer Muhammad k saath koi farishtey nahi thay aur isi tarah jahan bhi democratic change aya hain wo IK leader hi lekey aya hain Qaud e Azam ki bhi yehi misaal hain koi farishtey oskey paas nahi thay.
bhai lodhran ka election dhek lo agar conviction k bawajood log PMLN ko vote dete hain tu kiya karen IK?
aur tum log hi sabse ziyada NS aur zardari ki madad kar rahe ho jo logo ko PTI se bad dil karkey