Advertisement

Pakistan Qayamat Tak Wajood Mein Rehne Ke Liye Qaim Hua Hai, Sheikh Rasheed

Advertisement
Advertisement
Bs ye dabang khitab he kerta rahega. Itne log train accidents men margae agr koi honest aadmi hota tu ab tk train disaster prevention system lagna shru hugaya hota trains men . Sab ka poel khul rha hae ahista ahista
 
"Pakistan Qayamat Tak Wajood Mein Rehne Ke Liye Qaim Hua Hai" ?

Jinnah ka Pakistan tu 1971 main khatam ho gya tha , yea aaj kaal ka pakistan tu nawaz aur zardari jese chor aur looteron ka hai...