Advertisement

Nawaz Sharif aur Maryam Nawaz Ko Ehtesab Adalat Main Hazri se Mustaqil Istasna Mil Gaya

Advertisement
Kia Maryam Nawaz aur Nawaz sharif ab Kalsum Nawaz k sath time guzarnay k liye London jaengay? Yeh ab dekna parhay ga.. Q k boht dino say yahi rona rotay thay k hum muqadmay ki waja say nahi ja saktay, ya phir hamay istasna nahi mil raha Kalsum nawaz k sath rehnay k liye..