Yaar Appeal bhi Raheel Nawaz Sharif aur Rizwan Akhter sharif Se? Jo braber Ke hissaydar Hain Zardari aur Nawaz Sharif Ke,Chaar Jan Yak qalib, Pakistan Ke Liye Bohat Mehnat Kar Rahain Hain,Dastar Khan wasi Kar diya Civil aur Military Qiyadat MilKar Ain Islami Roh Ke Mutabiq ,Baith Kar saath Taam Kartey Hain.
Re: Faisal Raza Abidi Debates on the Real Reasons behind Corruption in Pakistan
I watched this whole show...excellent debate...Abdi ne jazbat aur
passions m jitni batain ki wo sab ki sab 100% true.hain..ye batain har
sacha Pakistani socta ha.har wo insan jo mulk se piyar karta ha..