Advertisement

Media ne Hamid Khan ka trial shuru kardiya hai jabke trial tou Mian Nawaz Sharif aur Sharif Khandan

Advertisement
Good point but when Judges already decided the verdict then nobody can do anything. Wait for Suo Moto from Allah(SWT) when nobody will be spared and everyone will be accounted for.
 
Advertisement
Aggar yeh sabb kuch social media parr humm sabb ko misguide karr ke campaign chalai gai hai to IK ki aggar koi Media team hai to woh kia Amb lainay ke wastay banai gai hai ? kahan hai Media team mujhay to apnay jaisay volunteers hi nazar aatay hai media parr jin mai aksriyat overseas Pakistanis ki hai aur humm log to ussi baat parr react kartay hain jo Media parr judges yaa hamid khan yaa supreme court saay mansoob karr ke humain bataya jaata hai aur aggar woh ghalat bataya jaata hai to IK ki media team kia Pakooray baichti hai jo kisi ghalatt reporting yaa ghalatt khabbar ki ussi waqt ussi post ke saath tardeed nahi karti naa sahih khabar daiti hai naa koi wazahat ??? aakhir kon chalata hai IK ki media team ko kon incharge hai aur kon kon hai uss team mai ?? aakhir woh kion bhang pee karr soay rehtay hain Aur aggar judges saay aur hamid khan saay koi ghalat baat mansoob huwi to kall saay kion uski tardeed nahi huwi aur khamkhaa judges aur Hamid Khan ko logon saay burra bhalla kraya gayaa ... who the bloody hell is in charge of media team ??aur humain bhi misguide kiyaa gaya aur logon ko burra bhala kehlaya gaya .Bloody Media Team and in charge should be changed and exposed
 
Last edited: