Advertisement

Kya Sahaba or tabaeen Nabi Pak (صلی اللہ علیہ وسلم ) ki Qabr e anwar pay madad mangnay jatay thay ?

Advertisement
ooo bahi khuda wasta hai...Mazhab ke mamly mai mat Paro...plzzz hum sab bahi bahi hain....mat bholo
 
Yaar khabi mein nay kisi molvi ko nahin dekha k woh Muashray sey aur zindigi guzarney k topics sey related Ahadees logoon ko sunata ho.

E.G
Jhoot na bolo
Haram ka khayo
Ikhlaq ko buland karo
Kisi ka maal na khayo
Safai nisf emaan hai.

ETC.

The above mentioned topics are just a few examples that we counter in our daily life. Rona ata hai inn logon per.
 
bhai is mouzou pay itni taqarer hain k apki sari umar bhe na kafi hai sunnay k leye... bus ap aj say net ka sahe istemal karna shuru kardo ..
 
Jo molvi cheih cheih ker taqreer kerta hai isko sunnana hi nahi chahiay kukeh wo aqal sai farig hota hai
 
Jo molvi cheih cheih ker taqreer kerta hai isko sunnana hi nahi chahiay kukeh wo aqal sai farig hota hai
kis hadees ki kitab mai likha hai ye /... ya ghar bethay khayal aya hai ... kyu k 1400 saal mai ye khayal kisi imam ya aalim ko nahe aya jo shaitan nay ap k dimag mai daldiya hai
 
Yeh moulvi siraf jaali ahadith say Islam ko baich rahay hain. in say bara mushrik koi nahi
sabit kardo ye ahadees jali hain ... warna tm tou daira islam say kharij hougaey sahe ahadees ko jali keh kar ....