Zulm bhi Punjabi aur Pathan kar rahy hain , aik aur nai baat batai hai Janaab ne aaj . Puray shehar mai khud Paan thooktay phirtay hain zulm baki kar rahy hain .... PTI ne kese kaam karna tha ? PTI toh khud abhi 2 ,3 saal pehlay banai hai aur kabhi Govt mai nahi ayee wahan . Yahi tum Ghotka khor aur tumhari Alliance wali PPPP he rahi hai wahan .
If Karachi people unite irrespective of ethnic back-ground, people will forget Dubai ans Saudia.
Every one from all over Pakistan can come and will get Risak e Halal , better than Saudia and Dubai.
Kaash yeah Baat Hamarey Ahmaq hukmaranao aur FaujiJuntaa Ko samajh aa jaye.