shoaib is 100% right yeh agr Imran k sath khaila hota wasim say badha bowler hota I believe in that humay koi aisa captain he nhi mila jo team k liye khailta na k apnay liye
Jugnu ne apni chamak to dikhani he hai .... leken jo Shoaib Akhtar ne tamancha Geo pe beth maara hai iski awaz shakil-ur-Rehman aor uskay business partner Nawaz Sharif k kaanon main na janay kitnay barson tak goonjay gi.

Jee jee wohi hai jab he to Imran Khan ki tareef hazam nahi ker payi mohtarma aor zimadari Shoaib pe he daal di. Halanke woh baat leadership aor guidance ki kar raha thaa.