Advertisement

Interior Ministry formally writes to FBI & Interpol seeking for legal help in investigation of AXACT

Woh kehtay hain na kay insaf ka janaza hai baday dhoom say niklay. Jis mulk main luteray choron ko pakrnay main chusti dikhain. Jahan khazanay per dakay dalnay wala prime minister ho aur corruption ka champion sadar reh chuka ho wahan uchakaoon ko Giraftar karnay kay liay itni phurtian. Dal main kuch kala nahi puri daal he **** lagti hai. Baday ********* siasatdaan hain. Khud arboon hazam kargayee aur kaisay kay pait main jatay lakhoon kay peechay paray hain. In haram khooron nai tou poora mulk loota hai, axact nain kam az kam hazaroon kay roozgar ka bandobast kia huwa tha. Pehlay dako sadar nai kalsoft ka janaza nikal tha ab yeh lutera axact kay peechay par gaya hai. Khud amreki apni kamyab enterprises kay gunahoon per parda dalnay kay liay apnay mulk Ki sari machinery use kartay hain. Malik Riaz say bughz nikalnay kay ***** (taklay) shahee nai phir mulk aur qoom ko compromise kardia.