sari qom is wakt shadeed pareshan or sadmay main hai pr yeh apna he ***** rona ro raha hai agar tum ko pata hai k benazir k qatiloon ka taluq is madrissay say hai ya is madrissay main terrorist pl rahy hain to action lo sari agencies ap k under hain muhally ki masi rasheedan ki tara agya hai syasat chamkaany haya naam ki cheez is k pas sy bhi nahi guzri