20 saal se hi to lard raha hai, KPK mein hukumat milay to abhi sirf 4 saal huway hain 20 saal purani taqreer sun lo ur aaj ki, koi faraq nahi hai dono mein, iqtedar milay na milay yeh to Allah ke haath mein hai, lekin is baat per pura yaqeen hai who fir bi lard tha rahe ga.
chahca haroun fouj ka tarjman ahy wo yay keh raha hay imran jo marzi ker lay ussay aglay 20 ssal mian iqtdar nahi milnay wala lekin wo aik pressure group k tour per kam kerta rhay rhay yah army uss sy chahti ahy yahi pegham chacha haroun dena cha rahay hain
16 saal pehle aik bhi journalist nahi manta tha ke Imran Khan leader banay ga, Nawaz Sharif ki shakal dekh ker hum bezar hai,is ko har main jana hai:--Haroon Rasheed
Re: 16 saal pehle aik bhi journalist nahi manta tha ke Imran Khan leader banay ga, Nawaz Sharif ki shakal dekh ker hum bezar hai,is ko har main jana hai:--Haroon Rasheed
Baba g Pteecher Khan ko leader bananay k hasrat sath le k is dunya se ruxsat houn g. Pteecher hukumat ne KP mein 4 saal swaey dharnion mein dance kernay aur Bani Gala k bhatta deney k ilawa kia kia ha, jo ab loag unhein vote de dein g.
Re: 16 saal pehle aik bhi journalist nahi manta tha ke Imran Khan leader banay ga, Nawaz Sharif ki shakal dekh ker hum bezar hai,is ko har main jana hai:--Haroon Rasheed
اس ڈڈو کو جی ایچ کیو سے آج رات ہی کال آئ ہے ۔ سارے کدو اکھٹے ہوں ۔
Re: 16 saal pehle aik bhi journalist nahi manta tha ke Imran Khan leader banay ga, Nawaz Sharif ki shakal dekh ker hum bezar hai,is ko har main jana hai:--Haroon Rasheed
Waise ek baat to 1001% sahi kahi hai, hosh sambla to Zia ki hukumat thi us marne ke baad se inhi ghatiya logo ki shaqal aur hukumat bar bar dekh dekh tung aa gaye hai yaar. enough is enough. PPP aur PMLN apni baariyan ley li hain, jo teer marne the woh maar liye hai aur sub ne woh dekh bi liye hai. Hun jaan deyon kiss hor di vaari aan deyo.