Jhoota dr qayamat, jab CJ ne intl gangs of Kasoor ka poocha tu sorry sorry kehta bhaag lia tha! aab jab rana ke dum pe paaon aya hai tu haremi sara malba rana per daalna chahta hai!
If rana is involved in Kausor incident then hang him publically !
Dr qayamat ne pehley tu court main aik lafz nahi bola ab yeh parchi kahani le key agaya
ye "gerat maand awam" zara Zardari k kisi chukidar yan nawaz k kisi peon par hath utha k dikhayn zara ye PTI par hi hath saaf kar saktay hayn 70 saal say jo loog mulk loot k lay gaey un k nokron say jotay khatay hayn
in k liay badmash hi sahi hayn
Aaj Kal Karachi k Mobile traders etc ko bohat aag lagi hay
iss k ilawa PPP aur PMLN k ganday karkunon say b koi baeed nae k wo apni auqat dikha rahay hoon
ye "gerat maand awam" zara Zardari k kisi chukidar yan nawaz k kisi peon par hath utha k dikhayn zara ye PTI par hi hath saaf kar saktay hayn 70 saal say jo loog mulk loot klay gaey un k nokron say jotay khatay hayn
ڈاکٹردھبڑ دوس ایک نمبر کا ڈھیٹ انسان ہے، اسکو عدالت نے پورا موقع فراہم کیا تھا کہ ثبوت دو، یہ موصوف فرما رہے تھے کہ بس میں نے پرچی دے دی ہے ، ثبوت آپ خود ڈھونڈو ۔ اسکے اسی جھوٹ کی وجہ سے اسکو سزا ملی، ساری دنیا میں گندا ہوا، اتنا ڈھیٹ ہے ابھی بھی اسی بات پہ اٹکا ہوا ہے ۔ کتے کی دم ہے جو سیدھی نہیں ہو گی ۔ اسکا حال بھی ہمارے سیاستدانوں کی طرح ہے ۔
Pakistan mein jetney bhi leader hein un sab par lazim hona chaye k wo 6 mehena thar k desert mein guzarein with family aur un ko kharchey k lye sirf 20000 ropia milna chaye jo 1 gareeb ki salary hey. Zardari imram aur nawaz ko ko kia pata k gareeb ki life kia hey.