Sub Overseas Pakistani dil Khol kar paisa Pakistan bhejain! Ta K Hamarey Generals aur siasat dan Pakistan main baith kar ayyashi Kar sakain. Un k pass itna zyada paisa ho jai k wo oversease countries main property khareed sakain aur Zaroorat parney par wo mulk se Bhag kar overseas ja sakain aur overseas pakistani bhayion k shana bashana zindgi Guzar sakain!!
Ocerseas Pakistanio Itna Zyada Paisa bhejna k Hamarey Generals our Politicians tum se behtar Ghar Khareed sakain.
Keep in mind tumharey politicians ko mushkil kaam karney kee aadat nahi. un kee retirement k lyey bhee paisa chahyey! Tum Chahey Gadhey kee tarh 12 hour night shift main kaam karo Hamain Paisa chahyey!!
"Hamain apney Overseas Pakistanio par fakhar hai"
Aik General / Aik Politician
Hum Overseas Pakistani sirf dene k liay hein? badle mein hamein kya milta hai? Aik Mobile Phone to hum apni country begair TAX diay enter nahi ho sakte,,, bus ker do bus, bohat ho gaya,,, kis kis tarikay se hum O-S pakistanio ko looto gay?