Advertisement

Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai - Inaam

Advertisement
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mien Khud Imran Khan Se Bani Gala Meating Krte Dekha He Inaam ullah Niazi

His memory get restored after 2 years and after not getting PTI ticket
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mien Khud Imran Khan Se Bani Gala Meating Krte Dekha He Inaam ullah Niazi

ek set ki mar hai ye PTI na di set tu PMLN ka pata band liya galye mian.....
 
Advertisement
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mien Khud Imran Khan Se Bani Gala Meating Krte Dekha He Inaam ullah Niazi

another javed hashmi yeh banda kis munh say tv par aa kar bakwaas karta hai kuch months pehlay pmln kay baray mein aisay baatain karta tha ticket nahi mila tu party badal li wah kanjaaar
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mien Khud Imran Khan Se Bani Gala Meating Krte Dekha He Inaam ullah Niazi

javed hashmi aur iss jaisay log khud zaleel ho rahay hotay hain aur samajh rahay hotay hain kay pti ya IK ko zaleel kar rahay hain reality mein woh khud ko nanga kar rahay hotay hain pathetic mind
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mien Khud Imran Khan Se Bani Gala Meating Krte Dekha He Inaam ullah Niazi

Mene khud inam niazi ke bachon ki birth iski shadi se pehli dekhi hai.
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

Hairat hay...Imran Khan kay peechay ISI aur Foj thi aur woh phir bhi Prime Minister naheen bana???? ;)
 
Advertisement
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

HAHAHAHA iss ko Imran Khan ney Sahi Zaleeel kar k nikala tha PTI sey , yeh Jahil KharDimagh insaan hai jaldi iss ka haal Javed Hashmi ki tarah ho ga.
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

or ye sub kuch inko PTI se kick parne k bad yaad ata hai lol
 
Inaam ullah Niazi Ne Faisal wada Ko PTI Ke 3 Curropts Logon Ke Naam bata Diye

Inaam ullah Niazi Ne Faisal wada Ko PTI Ke 3 Curropts Logon Ke Naam bata Kr Chup Kara Diya


 
Re: Inaam ullah Niazi Ne Faisal wada Ko PTI Ke 3 Curropts Logon Ke Naam bata Diye

اور ن لیگ کی کرپشن کے باوجود خود چپ نہیں ہوا ؟جن کی میگا کرپشن پر چھترول ہو رہی ہے ہر روڑے کے نیچے سے بھی کرپشن برامد ہو رہی ہے اس بے شرم کو کوئی حیا ہے؟
 
Advertisement
Re: Inaam ullah Niazi Ne Faisal wada Ko PTI Ke 3 Curropts Logon Ke Naam bata Diye

PMLN na ab sb ko azma ker is ko agy ker diya hia [hilar] ab is ki dogy dogy wali honi wali hia jaldi..
 
Re: Inaam ullah Niazi Ne Faisal wada Ko PTI Ke 3 Curropts Logon Ke Naam bata Diye

کوئی سیاسی مخالف تاریک انصاف پہ کسی حوالہ سے تنقید کیا کرتا ہے ،عمرانی چپڑاسی فوری حملہ آور ہوجاتے ہیں ،:)
 
Last edited:
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

Pakistan ki Fouj , ISI aur establishment bohat naakaaraa hogai hai keh IK ko PM bhi naa banwa saki jabkeh Nooray Butt ko inn teeno forces naay zia aur jilani ki sabrahi mai aik bewaqoof jahil aur Gama Majha aur Noora Butt family saay honay ke bawajood PM banwaa dia thaa :lol:
 
Advertisement
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

samaj nahi ata ke isi, mi6, jewish lobby aur taliban ke saath hothay huay bhi pti pmln ke gullus se har gai.
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

What is he .same kind of garbage he was putting at patwari league when he was he in PTI
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

I loved an old ad of Honda which used to say WhatIf. It really helped me question a lot of holy cows.
 
Re: Gen Pasha Ko Election Se Phele Mein Ne Khud Imran Khan Se Bani Gala Meeting Krte Dekha Hai Inaam ullah Niazi

Ye he mufad perast log hotey haen jo ghadey ko apna bap bana letey haen ,ab chunke noora is ka bap ha

is ko be khoosh kerna ha ta kae do dalaloon ki nokry ke bad is ko be hadee mil sakey