Re: Jaati Umra 13600 Kanal price is 40 Lac only and Bani Gala 400 Kanal Price is 75 Crore
Jati umra jahan bana tha woh city sey bohot bahir hai uska per kanal rate kam hota hai. Bani gala islamabad key main area mein hai jahan per kanal rate pakistan mein sab sey ziada hai. Itna faraq to yaad rakho.

294 Rs. Per Kanal.. [hilar][hilar][hilar][hilar][hilar][hilar][hilar]
Yaaar mujhey 1000 Rs Per Kanal ke hisab se Lahore ke 100 KM radius mein koi zameen le do. Mein 1000 Rs per kanal ke hisab se paisey doooon ga... Mein aap ko 3 times zayada paisey de reha hooooon (bigsmile)(bigsmile)(bigsmile)(bigsmile)(bigsmile)
Re: Jaati Umra 13600 Kanal price is 40 Lac only and Bani Gala 400 Kanal Price is 75 Crore
294 par kanal to ab mumkin nahin hai...ab swat mein mera gher hai woh ham ney 1979 mein merey abbu ney 30 rupees per square feet liya tha....aj kal merey gher key balkul samney ki zahen aaj kal 5000 per square feet bik rahi hai ...yeh to merey apney swat sheher ka yahi haal to baqi khud andaza alga lo

Bhai hum ko pata hai Sharif Khandan bohat ghareeb hai. Ms Panami apnay walid ke saath rehti hai, Nawaz Sharif apni ammi ki saath rehta hai, Ammi apnay betay ke ghar mein rehti hai. Yeh sub ek doosray ke ghar mein rehtay hai, aur kissi ka koi apna ghar nahi hai.