Jhot, jhot, or bahut jhot. IK key bani gala ka kia taulaq hey is muqadmey sey, agar koi haqiqat bani gala key mutaliq hey to court mien ley kar jaien, TV per muqadma no banaein, baat London flats ki ho rahi HEY, OR YEH bANI gALA KI BAAT KAR RAHEY HAIN, WOH COURT MIEN BAAT KARIEN.
To imran khan ko peker lo naaaa, ager us ne ghalat kaaaam kia haaaai, otherwise hum samajhain gay ke tum log panama ki waja se yeah sara drama ker rehey ho
Acha to is say saabit hogaya ke PM ne corruption nahi ki ?
Khotay ke puttron tumhari hukumat hai to case karo na ? TV pe kyun bakwas ker rahe ho. ECP mein case ker ke bhaag jate hai, kabhi time ka pata nahi hota to kabhi kuch bahana.
Anni deyo, ussi document ke neechay walay paragraph mein likha wa hai ke IK chata to talaaq ke baad 50% us ki jaidaad pe dawa ker sakta tha according to UK law. Ik ne Goldsmiths ke billions chord ke Bani gala ki kuch
lakh ki choori ker li ? Wah kya patwari logic hai