Advertisement

Ch Nisar pay NAB ka koi case nahi aur sab se bari baat unke pas Iqama bhi nahi hai, ab waqt aa gya h

Re: Ch Nisar pa NAB ka koi case nahi aur sab se bari baat unke pas iqama bhi nahi hai, ab waqat agay hai ke wo koi faisala le lay aur apne haq ke leye larna chahiye- Khawar Ghumman

Ch Nisar bhi Shareefon ki thaili ka aik chutta butta hay!
Shareef corruption ki sari wardatein iskay samnay kartay hein
aur yeh sab kuch jantay huay bhi kabhi koi awaz nahin thata?