Advertisement

Bol News Headquarter - 20th June 2017 - Supreme Court rejects Hussain Nawaz's plea to stop recordin

Shukkar hai Supreme Court inkay trap mai nahi aa e warna aggar recording naa hoti to jaisay Tariq shafi naay baharr aakarr bhonkna shro karr thaa ke uski toheen ho gai aur JIT nay badtameezi ki hai yaa ghair qanooni harbay istmaal kiya aur jabb kaha gaya ke recording mojood hai uss ko bula karr check karr laitay hain to uskaa bhonkna forann bandd ho gaya , to yeh Jhooton kaa khandaan recording ki ghair mojoodgi mai rozana nai nai kahania sunatay aur JIT aur Supreme Court ko baddnaam karna maggar recording ki mojoodgi mai baharr aakarr kuch jhoot nahi bhonk saktay