Advertisement

Apne Baap Se Paise Lena Toheen Smjhta Tha, Child Labor Krta Tha 50 Rupay Roz Apni Maa Ko Deta Tha: S

Apne Baap Se Paise Lena Toheen Smjhta Tha, Child Labor Krta Tha 50 Rupay Roz Apni Maa Ko Deta Tha: Sheikh Rasheed





 
Advertisement
gurbat ki wajha say juwa kerwana start ker dea phir zulifqar cheema naami officer ney meri pait par laat mar kai juwa khanay band kerwa diye...tab say paagaal ho gaya hoon :)
 
Last edited:
Advertisement
no offense sheikh sb.. lekin yeh kon c child labour thi jo aaj say 40-45 saal pehlay apko daily 50 ropay deti thi?

dukan se saman paar kar dena .
pocket marna bhi child labour ho sakta hai.:lol:
 
no offense sheikh sb.. lekin yeh kon c child labour thi jo aaj say 40-45 saal pehlay apko daily 50 ropay deti thi?
us time books Nawaz Shareef k naam ki sale ki jaati thi aur tabhi itna commission banta tha. aur kuch hi arsa mein is ny laal haveli samet 4,5 markets b khareed li jo k aaj b uski malkiyat hain.
 
tab rate 50 ho ga :)

jab yeh bachche the tab collector aur superintendent of police ki tankhwah bhi rs 200 per month hoti thi . yeh daily 50 peetata tha .tabhi to laal haveli aur 100 college khol diya.