- Joined
- Jan 13, 2013
- Posts
- 43,226
- Reaction score
- 48,958
- Points
- 113
Last edited by a moderator:
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
precedents woh drust hote hen jin main qowmun ki behtari ho na keh woh jin main abtari muzmir ho. agar aik zamaane main kisi ne kuchh ulat baat ki aur logoon ne us waqt us ko tasleem kar liya to is ka yeh matlab nahin aainda bhi log us ko tasleem karte rahen yaa karte rahen ge. agar aisi baatun ko bunyaad banaaya jaata to duniya aaj bhi waheen par khadi nazar aati jahaan par woh ibtadaa main thi. aisa nahin hai is liye keh log jis baat main apni behtari dekhte the us ko apnaa lete the aur puraani rawish ko chhor dete the.
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|