Advertisement

Aaj Hakumat ki is level ki be-izati hogi yeh mujhe andaza nahi tha - Dr Shahid Masood on SC's remark

“??? ?????? ???? ?? ????? ?? ? ??? ?? ????? ?????? ???? ? ?????? ?? ???? ?? ?? ??? ?? ?? ???? ???? ?????? ???? ???? ???? ????? ??? ?? ?? ???? ???? ?? ???? ???? ?????? ???? ??? ?? ...” ????? ????​





Alt Link
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Dr sahib kahan ki bezati? Bezati to onki hoti hae jin ki koi izat ho. haramkhoroon ki bhi bala koi bezati hoti hae. who to sirf parde otthe jate hein oor logoon ko onki asal shakal nazar ane lagti hae.
 
bablu bongay ne marwaya ha apne baap ko. Ager isne wo interview na diya hota tu aaj case bhi na hota aur JIT bhi na hoti.
 
Advertisement
bablu bongay ne marwaya ha apne baap ko. Ager isne wo interview na diya hota tu aaj case bhi na hota aur JIT bhi na hoti.
Jub geedar ki mout aati hai woh shahr ki tarf bhag ta hai. Yeh Allah ki taraf se nazil huwa wa azab hai in Sharifon per, Panama Leaks ki story break hone se aaj ke din tak, inno ne jo bhi apni taraf se hoshiary ki hai woh backfire ho gai hai.

Phele gonglu ka interview, fir ganjuu ke speeches, fir qatri khat ab yeh JIT ke khilaf petition. Apni bezti ka baiz yeh khud hi bane we hain
 
میاں نواز شریف کی ایک کہاوت ہے کہ ۔۔۔ (بستوں کی کیا بستی) ویسے بھی یہ شریف خاندان والے گریڈ 21 کے بےغیرت ہیں