Punjabi COAS, Punjabi Core Commanders , Punjabi Chief Justice , Punjabi Chairman Nab aur iss trah ke Punjabi waghera waghera Punjab mai Corruption ke khilaaf koi action naa laikarr (saboot ke bawajood rana mashood ki recording )Rana Sana Ullah kaa qatl e aam ki judicial report ke bawajood kisi Punjabi leader yaa punjab ke kisi corrupt wazeer aur siasat daan ke khilaaf action naa laikarr Punjabion ke khilaaf Pooray Mulk mai nafratt Phailanay kaa sababb bann rahay hain kia tamaam kharabian punjab ke ilawa sirf Sindhion, Mahajron , Pathano aur balachion mai hi hain aur kia punjabi siasatdaan sirff farishtay hain????????????????????
Pmln ho ya ppp yeh tu hain hi chor aur corrupt aur unn ka mission hi mulk ko lootna hai aur paisa bahir lay jana hai magar laaaaanaaaat hai unn logon par jo itnay baray baray lootnay kay scandals kay samnay aanay kay bawajood inn choron ko dacoits aur corrupts ko support kartay hain aur vote daitay hain.the nation who eats donkey meat uss ka allah hi hafiz hai.