I partially agree with this guy. But be aware, we should trust only on ALLAH s.w.t. Only ALLAH knows better. There are so many rumors going. We should not get distracted.
Nawaz Shareef is century ke mujtahid hain, Ilama Iqbal ne Mian Shareef (Gutter ke Dhakkan) ke school main taleem paai. Quid e Azam ki aik khufiya dairy se pata chala hai ke woh chahte the ke unko quid e azam sani kaha jae aur Nawaz Shareef ko Quid e azam awal. Mader e Millat ka khatab bhi Mohterma Fatima Jinnah ne by registerred post Maryam Nawaz ko bheej diya hua hai jo waqt aane per dikha diya jaee ga. Oscar Award walon ne ab tak jin logon ko award diye hain sub wapis maang liye hai. woh sub Showbaz Shareef ki khidmat main peesh kiye jaeen ge aur aainda bhi sub award ta-hayat showbaz ko milen ge. Tumam dunya main Broiler Chicken ka naam change ker ke Humza Kukri rakh diya gaya hai. aur ab is naam ki royalty shareef khandaan ko mile gi (Hazoor yeh hai woh zaraee).
Maiza Hameed, Hina Butt and Atta Tarrer
Pakistan Muslim League Chunnu Munnu.