Advertisement

پشاور ہائی کورٹ بار صدر کا قتل باجوہ پر آخری بیان ,باجوہ سے تعلق

Advertisement

پشاور ہائی کورٹ بار صدر کا قتل باجوہ پر آخری بیان ,باجوہ سے تعلق
O Bhai yeh banda bohat zalim tha. Sara Peshawar janta hai keh iss ne aik Anti-terrorism court ke Judge, us ke biwi, us ke pregnant Baho aur 2 saal ke bache ko marwaya tha 2021 main.
Reason: woh iss ke dhamki main nahin aata tha because woh bhi Afridi Qabeele ka tha aur iss ke auqaat janta tha.

Aur phir yeah bArri bhi ho gaya.
Iss ko shaheed banane ke koshish na karo.

KP main agar justice na mile tou loug justice le lete hain. Not everytime, but most of the times.
 
Last edited:
Advertisement
Regardless killing someone is not good
Yeah life ke facts aur ground realities hain. Zalim ko khatam karna sawab hai, gunah nahin. Yeah Pakhtounon ke Tareekh bhi hai aur culture bhi. agar Khushal khan khattak aur Rehman baba ka kalam parho tou pata chale ga keh Pakhtoun kabhi bhi non-violence preach nahin karte, justice karte hai.