per din ke ujalay main tareek kal kothri ki qaid bhi raat braber.
azadi sirf umeed se nahi.. amal se li jati hai.
overseas pakistanion se guzarish hai ke pakistan koi paisa na bhejain. yahan jitni investment hai wo wapis le jao. sab properties assets bech ker paisa wapis bahir..
pakistan mein rehne walay fauji companies ka full buycot kerain. anti establishment jo bhi mumkin ho wo kerain
jang lerne ke bohat se tareeqay.. bandooq lazmi nahi... aqal se shakist do in ko