Advertisement

پانچ سے سات صحافیوں کو ارشد شریف کی طرح مارنے کی خبریں ہیں:عارف حمید

Advertisement
I don't think they're that stupid to kill other journalists, especially since the public already knows who assassinated Arshad Sharif.
 
Advertisement
Haan yeah loog jahil tu hain laykin mayray khiyal may iss waqt aysa risq nahi lay saktay.
Sir wo loag is waqat risk limits etc in sab say sa bohat door ja chukay hain wo yeh sab cheezain soch samjh kar politically plaining k sath nahi balkay badmashi k sath kar rahy hain wo to khul e aam keh rahy hain kar lo jo karna hai jo humaray khilaf jaiye ga os k sath yeh he sab kuch ho ga os ke ek example Mariyum ke aj media say related guftagho the
 
Sahih keh rahay ho laykin abhi woh kisi ko qatal nahi kar saktay warna jo inkey thori si izzat bachi hay sub khatum ho jaay gi. awam may phelay he bohat ghussa hay inkey badmashi aur mehngai key waja say aur mujhay lagta hay kay lawa phatnay wala hay..
 
kabhi nahi phat'ta yeh lawa abi inhain qoam bany main 100 sal lag jany hain inqlab to bad ke batain hain
 
Bus umeed he kar saktay hain laykin jo halaat hain aur jo mazeed mehngai aanay wali hay agar phir bhi qoum na buni tu phir inka Allah he hafiz.