Advertisement

وفاقی کابینہ کا حصہ کیسے بنیں، سارے رہنما انسداد دہشت گردی عدالت کے چکر لگانے میں مصروف ہے - خواجہ اظہار الحسن

Advertisement
shukar karo k chakar lag rahe hein, agar pakistan mein sahi mainoo mein insaf k idare kaam ker rahe hotey to tum log bohat arsaa pehle phansioo per latak chuke hote,,,,
tum logo mein duniya mein her wo crimes kiay jis ke maafi na duniya mein mil sakti hai na aakhrat mein, adalatein to hamari rishwat khor aur pressure mein kaam karne wali hein,, magar roz e mehshar kese apna bachaao karo gay,,,
 
MQM wants almost the same as Musharraf's NRO i.e. amnesty for all target killers & other criminals.
They did it successfully for the last many years, there should be an end to it & I strongly believe IK is the right man to give a shut-up call to the blackmailers.
 
Advertisement
Achi baag hai! Poori zindagi jo qatl o gharat ki hai to ab duniya mai bhugto, qabr mai bhi aur aakhirat mai bhi! Adalat ke chakkar to buhat choti si cheez hain.