Advertisement

وزيراعظم اور ان كے وفد كى پاکستان فلسطین اور کشمیر کے مسلمانوں کے لیے دعا

Advertisement
Advertisement
Advertisement
Why Imam ul Ambia Muhammad PBUH fought Ghazwat instead of praying from Allah?
The Sunnah of our prophet is to do all humanly possible efforts and then pray from Allah.
 

mukhlis log jo pakistan ko ******* taaqatun ke panjoon se azaad karaana chahte hen pakistan ko azaad karaa sakte hen magar un ko khud ko achi tarah se organise aur regulate kerne ki sakht zaroorat hai. be-qaaida aur be-zaabta iqdamaat se pakistan ******* taaqatoon ke panjun se azaadi nahin pa sake ga.

pakistan ki mukammal azaadi qowm se qurbaaniyan maangti hai. jab tak khud qowm qurbaniyan dene ke liye tayaar nahin ho gi azaadi milne waali nahin hai. riyaasate madina itni asaani se wajood main nahin aa gayee thi. aaj bhi riyaasate madina ka qayaam khatrun se khaali nahin hai. aisi riyaasat ke qayaam ke mukhaalif aaj bhi ussi zehniyat ke maalik hen yaani hukamraan tabqa, sarmayadaar tabqa aur pujaari tabqa. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE.

qurbaaniyan to pakistan ke awaam ko behrhaal dena hi paden gi chahe to marzi se den ya majboor ho ker. bedili se qurbaani dena insaan ko zindagi bhar ke liye ghulaam banaa deta hai aur yoon aise log hamesha qurbaaniyan bhi dete hen aur nijaat bhi nahin milti. ye waqt achhaa hai yakbaargi mukammal tabdeeli ke liye.
 
Last edited:
‏نواز شریف نہ توہین رسالت کی مذمت کرسکتا ہے اور نہ فلسطین پر مظالم کی۔ وہ صرف ریاست پاکستان اور افواج پاکستان کے بارے میں بکواس کرسکتا ہے۔