That is how it should be, political parties should be around an ideology, around a philosophy rather than a personality. If personalities are bigger than philosophy than parties are nothing but gangs that may create a cult around corruption just like PMLN did.
Abhi takk Pakistan mai JI aur PTI hi aisi parties hain jinn mai khandani Haram khori walay nahi aur mai nay IK ke baaray mai jo observe kiya uskay mutaq IK mulk ki behtri ki khatir aisa kar sakta hai aur jaisay Lee Kuan yew nay Premier ship say retire hokarr King Maker kaa Kirdar adda kiyaa thaa aur 3 tenure aur PM bana raha phirr uskay baita Bana maggar apni qabliyat parr Aur uss hisab saay IK mai King maker bann sakta hai Aik Dour mai Peer saha Pagara Marhoom nay bhi Jonejo ko banwa karr yeh kirdaar adda kiya thaa