Advertisement

مئی تک حکومت کی معاشی سمت بلکل درست تھی،پھر ایسا لگا۔۔:ڈاکٹر اشفاق حسن

Advertisement
arifkarim is the witness and I told everyone in June that Shaukat Tarin will exactly what he has done to PPP but it was much faster rate than my imagination. Rip PTi. You always selected incompetent people to run Pakistan sentative affairs, which is the main reason of your downfall.
 
Advertisement
deene islam ko rad kerna aur phir tawaqo rakhna keh sab kuchh theek ho ga ya ho jaaye ga sab se badi himaaqat hai insaaniyat ki. koi aaye koi jaaye jab tak insaanu ka deene islam ke saath rawaiya drust nahin ho ga insaan aik doosre ke haathun zaleelo khawaar hote hi rahen ge jaisa keh hote rahe hen aur ho rahe hen . insaaniyat ki amaan sirf aur sirf deene islam main hi hai aur kaheen nahin hai. jis qadar jald insaan is haqeeqat ka ehsaas ker len ge ussi qadar jald woh khud ko is daldal se nikaal len ge jis main woh panse huwe hen.

main ne ye saaf saf bataa diya hai tafseel ke saath keh asal masaail kiya hen aur un ka saheeh aur haqeeqi hal kia hai aur kaise hai. agar log ilm hi haasil nahin kerna chahte to phir sehte rahen jo kuchh un ke saath ho rahaa hai ya jo woh aik doosre ke saath ker rahe hen. deene islam se unjaan pan aur jahaalat ka yahee nateeja hota hai keh insaan aik doosre ke dushamn hote hen aur issi liye woh aik doosre ko apna ******* pan dikhaate hen. khawaa woh ameer hun ya ghareeb, kamzor hun ya taaqatwar.

mera challenge hai sab ke sab ******* logoon ko chahe woh khud ko musalmaan hi kehlwaate hun keh aao aur saabit karo keh deene islam ke siwaa koi aur nizaam bhi is duniya main insaaniyat ko haqeeqatan kaamyaab zindagi de sakta hai aur is ko taraqi ki un bulandiyun tak pohnchaa sakta hai jahaan deene islam insaaniyat ko pohnchaa sakta hai.

anyone is welcome to debate sab ke sab phds waale aayen ta keh un ko pata chale woh kis qadar unjaan aur jahail hen un haqaaiq se jo un ko her haal main jaanane chahiyen. For better understanding of what knowledge is and where it comes from see HERE. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE, HERE and HERE.

deene islam aaj bhi insaaniyat ko tabahi aur barbaadi se waise hi bachaa sakta hai jaise is ne hamesha apne maanane waalun ko bachaaya hai jab se khudaa ne insaaniyat ko is ki aagahi di hai. yaad rakhen islam mazhab nahin hai aur na hi ye secularism hai. ye sirf aur sirf deen hai khudaa ki taraf se insaaniyat ke liye. ye issi liye bhaija gayaa tha taa keh insaanu ko her tarah ki khud peda kerda maseebatun se bachaaye basharte keh log is ko theek tarah se soch samajh ker apnaayen. yani is ka asal maqsad jaanen aur us maqsad ko poora kerne ka raasta bhi jaanen aur phir woh kaam karen jin se woh maqsad poora karen.
 
Last edited:
Advertisement