Janab baat Longmarch,Dharney ya D-Chowk per jama honey ke nahi, its normal, asal waja OIC ke conference hai jo in he dino mein honi hai, aur ye Conference PTI GOVT ya Imran Khan k liay nahi ho rahi,ye Riyasat e pakistan ke taraf se bulai gai conference hai jis ke mezbaani riyasat e pakistan ker rahi hai, iss conference k waqt agar PDM intishaar philati hai, Islamabad ko Bakra mandi banati hai, aur Riyasat ke security ke zamin NEUTRAL bun k sirf tamasha dekhti hai to samjh lijiay Zamin in k saath milli hoi hai, aur wo Riyasat e Pakistan se ziada in chor wa chakko ke muhafiz hai, sahulat kaar hai,
wese thank you PDM,, aap ke iss aik move se poori pakistan qoum jaan jaey ge k aap neutral hein ya sahulat kaar, aap Riysat k saath hein ya in chor wa chakko k saath..