Is he joining PTI in protest March or sitting on wall????????? If Mannawar Hassan was there he won't hv second thoughts abt joining the march, this guy looks in the mould of Qazi Hussain
بسم اللہ الرحمن الرحیم ابھی تو اس ملک کی اقلیت تو کیا تمام پاکستانی پریشان ہیں کہ پاکستانیوں پر یہ ظلم کیوں ہو رہا ہے یہ ایک دو چار سال کی کہانی نہیں گزشتہ دس سال کی کہانی ہے کس طرح پاکستانیوں کا قتل عام ہو رہا ہے بچے مر رھے ہیں مائیں بیواہ ہو رہی ہیں اور پاکستان کی بستیاں برباد اورقبرستان آباد ہو رہے ہیں پاکستان میں اسی ہزار سے زائد لاشوں کے ڈھیر بن چکے ہیں یہ سب کون ہیں؟ یہ سب حضورﷺ کے امتی ہیں پاکستانی ہیں افسوس اس پر نہیں کہ طالبان ان پر ظلم کر رہے ہیں سب سے بڑا ظلم یہ ہے کہ پاکستان کی دینی جماعتیں اس ظلم کو دیکھ رہی ہیں اور وہ خاموش ہیں تماشائی بنی ہوئی ہیں اورامریکہ کی طرف دیکھ رھی ہیں ظاہر ہے طالبان دینی جماعتوں کی معاونت کے بغیر تو اتنا بڑا ظلم نہیں کرسکتے ان کاآشیرباد ان کو حاصل ہے جہاں بھی پاکستانیوں پر ظلم ہو رہا ہے دینی جماعتیں اس کی ذمہ دار ہیں اس لئے تمام قوم کا یہ فرض ہے کہ اٹھ کھڑے ہوں اورطالبان کے خلاف لائحہ عمل اختیار کریں ابھی تو سارے پاکستانی ایک طرف اور تمام دینی جماعتیں دوسری طرف ہیں ہماری تو راۓ ہے کہ تمام پاکستانیوں کو اکٹھا کیا جاۓ اور طالبان پر پابندی لگائی جاۓ ان کا بائیکاٹ کیا جاۓ جب تک طالبان ظلم وبربریت ختم نہ کریں ان کا محاسبہ کیا جاۓ سچی بات تو یہ ہے اور حالات کا تقاضہ بھی یہی ہے کہ کوئی مصطفے' کمال پاشا آۓ اور طالبان کا جڑ سے خاتمہ کردے اس وقت حالات کا تقاضہ ہے کہ ساری قوم مل کر افواج پاکستان کا ساتھ دے مالی،اخلاقی اورقومی فریضہ سمجھ کرامید کرتا ہوں کہ ہماری قوم اور خصوصا" نئی نسل حالات کی آواز پر لبیک کہے گی اور اپنی ذمہ داری نبھاۓ گی
ummat to har sadi aur saal mazeed ramzaani ho rahee hai aur yeh rujhaan jaari rahe ga jab tak ummat jaagti nahin yaa barbaad nahin ho jaati. is ko to ab yeh bhi maloom nahin ramzaan maseebaton ke dor ko kehte hen yaa khushgawaariyun ke dor ko. sochne ki baat hai quran ko khudaa ne ramzaan ke dor main kyun naazil kiya. Quran tareeki ke dor main kyun naazil kiya gayaa? kia is ki wajah yeh ho sakti hai keh isse jahaalat ki tareeki ko door karna maqsood tha. kia ham soch sakte hen jahaalat ke dor ko jahaalat ka dor kehte kyun hen? kaheen is ki wajah yeh to nahin keh log gher munnazzam zindagiyan guzaar rahe hun bemaqsad aur un ko maqsad de kar munazzam banaana darkaar ho?
kaheen isi liye to is tareeki ke dor main woh aqdaar nahin di gayeen jin ki bunyad par logoon ko aik ummat banaana maqsood ho?
sochne ki baat hai kaheen ham deen ke bajaaye mazhabi afkaaro nazriyaat nahin apnaa rahe aur phelaa rahe aur us ke nateeje main duniyaa bhar main sadiyun se zaleelo khwaar ho rahe hen? aur is zillat aur ruswayee main khush hen.
jo qowmen mazhab ki nazar ho jaati hen agar woh jaagen nahin to tabao barbaad ho jati hen.
zaroori hai log quran ke ilfaaz par apni tawajah markooz karen taa keh un ko quran ki saheeh samajh aaye. yeh inqilaab ki kitaab hai logoon ko murda dil banaane ki nahin. pooja paat karne waalun ne kon sa inqilaab duniya main barpa kiya hai? woh to un logoon ko bhi shaant kar dete hen jo inqilaab ke liye uthen. murda dil log inqilaab nahin laa sakte isi liye is kitaab ko logoon ko is ka maqsad samne rakh kar padhna chahiye.
yeh kitaab na pooja paat ki kitaab hai na jango jadal ki balkeh ilm ko farogh dene waali kitaab hai jis main har shakhs ko bedaar kiya jaata hai keh jeena hai to achhi zindagi ke liye jido juhd karo isi liye aik achha insaani maashra wajood main laana is ke maqaasid main shaamil hai jo is ne loggon ke liye muqarar kiye hen.
is kitaab ko naazal kiya gayaa hai tareek dor ko roshan karne ke liye aqdaar ke zariye. is kitaab ko naazal kiya gyaaa hai tareek dor ko taraqi ke zariye khushgawaar banaane ke liye.
ummat kis lailatimmububaarkah aur lailatulqadr ki talaash main hai? aqlo fikar se kaam lo taa keh falaah pao. mullah ki baatun main jhoot hi jhoot hai, jo in logoon ne khudaa aur rasool se mansoob kiya huwa hai. khud ko ilm se mehroom rakh kar log apni behtari talaash kar rahe hen, hai koi aqal ki baat?
eid to tab aaye gi jab ramzaan ka dor guzar jaye ga.
Munawar Hussain was really outstanding person. He was straightforward and strong person. I don't have much idea about Siraj ul Haq. However, Liaqat Bloach group is very unreliable and I think they are quiet influential in JI in these days.