Advertisement

عمران خان کل پیش نہ ہوئے توضمانت منسوخ کی جائےگئی:اسلام آباد ہائیکورٹ

Advertisement
Shukr karo
Tumhara samna Kaptan sahab sey huaa hai.
Bhagora hota to ab takk Adalat ki maan bahen ek kar chuka hota, jaisey us ki beti kar rahi rozana
 
Aain ko to pdm pele hi daffan kar choki hai, in courts se ager insaf milta hai to woh sharif or zardari hein. in courts ki koyi zarorat nahi. inko tala laga doh.. awam apne faisle ab khud kre
 
Advertisement
Pora system he abpara chala raha hai. Pakistan's real King is GHQ and Abpara. Wah! Hum saale ghulam kay ghulam he rahe.. Ghulam ibne Ghulam. Or dekho kay hamein pata bhi nahin tha kay hum "kaale" Angrezon kay ghulam hain.

Ya Allah ham ko is ghulami se azad farma.. 75 saal ho gaye hain.. Ab tou hum ko is ghulami se azad farma deyn.. Ameen ya Rab e Jabrael A.S.
​
 
Lanut GIF by Siasat.pk