JKT..Aleem khan ko baqi zindagi bahir hi guzarni chahay..By election m zillat ka samna karna para.. Ab jab awam m jayain gein tu in ko jotay parnay hain in k apnay halqay se...
is ki siyasat sirf itni hi thi keh MPA, MNA ko manage kar kay party ki taraf lay aata tha or wo log bhi sirf is pe is liey aitbaar kar laitey thay keh yeh aadmi maldaar hay or party mein is ka sar hay to manage kar lay ga, Lakin Punjab assembly mein is ki management saari dhari ki dhari reh gai, or jitney log thay sub Na-ahal bhi karwa baitha, ager Imran khan or PTI pe ban na laga to is kay group ka next election mein bilkul safaya ho jay ga, saath saath Aleem khan kay group ka bhi safaya ho jay ga. Aleem khan ne to by-election mein bhi hisa nahi lia kionkeh us ko pata tha keh us ne haar jana hay