mullaan, sarmayadarun aur hukamraanu ka islam her jaga musalmaanu ke liye shadeed sharmindagi ka baais hai. issi ki bunyaad per naaten likhi jaati hen jin se paighambar ki shadeed behurmati hoti hai kyunkeh in naatun main paighambar ki taraf ghalat aur bebunyaad baatun ki nisbet ki jaati hai. issi bunyaad per mazhabi kahaaniyan likhi jaati hen aur un per filmen banayee jaati hen. lihaaza asal deene islam ko jaano aur maano aur ussi ko logoon main aam karo warna warna duniya bhar main zaleelo khawaar hote raho keh ******* logoon ke saath aisa hi hona chahiye. asal deene islam kia hai? See HERE.