Advertisement

بیوروکریٹس کے جی او آر کے گھر بیچ کر پنجاب کا قرضہ اترسکتا ہے،اوریا

Advertisement
Prime Minister, President, Army kay kuch senior officers kay ilawa kisi ko ghar nahi dena chahiey, sub ko housing allownce dia jana chahiey or wo khud hi ghar lein rent pe, har tarha kay bill pay karein, yaqeen karein beshumaar masley khatam ho jaein ge, ab sirf ghareeb or aam awaam piss rahi hay baqi sub aish kar rahey hain ghareeb or awam kay tax pe
 
PM ya CM ko camp office bananey ki ijazat nahi honi chahiey ager ijazat dena bhi hay to sirf 1 ghar ko camp office bananey ki ijazat ho or us ghar pe bhi sarkari khazaney se koi paisa kharch na ho
 
status quo has hijacked the country with the help of rogue army