Advertisement

احمد فراز کا نام لینے پر مولا بخش چانڈیو اور شبلی فراز آمنے سامنے

Advertisement
Chandio....Aik jahil aur corrupt Insan, keh raha hai Hukumat agar corrupt hogi to mulk taraqi ki rah pay kaisay aye ga? Ye PPP ya PML"N" tola sirf jahil hi nahi, ye munafqat ke us darjay pay hain ke ye kabhi nahi manain gay apni choriyan aur bay imanian. Mujhay lagta hai Quran may jin logon keliye kaha gaya hai ke: wo dunya may fasad paida kartay hai aur jub unsay kaha jaye ke fasad mut phelao to kehtay hain hum to ama phelanay walay hai, ye un logon mai say hain jinkay baray mai kaha gaya hai, ye aapkay samnay kahain gay ke hum Allah kay ehkamat mantay hain aur uskay kahay pay amal kartay hain, uski wehdaniyat pay yaqeen rakhtay hai, lekin peeth pechay hansain gay aur kahain gay hum pagal hain ke apnay ajdad ke tareeqay say hut kay ib pagal batoon pay amal karain, aur shaid ye un logon main say hain jinkay baray may Quran kehta hai...unkay dilon may Allah nay muhar laga di hay, inki aankho pay patti bandh di gaye hai, aur unkay kaan band kar diye hain, to ye bhalaye ki taraf nahi aa saktay, aur inka anjaan ghazabnaak hi hoga.....ALLAH HUM SUB KO HIDAYAT DAY..
 
Last edited:
Advertisement