Zinda hai bhutto zinda hai!!!

jeaybhutto

Senator (1k+ posts)
76031_4219165327991_1209099154_n.jpg
 

PATRIOTIC_PAKISTANI

Minister (2k+ posts)
Bhuto aur Zia khud tu chalay gaee .. per peechay es mulk k sub se beimaaan aur choor hukmaraan yene kay zardaari aur Noora choor gaeee........ Kia aap kehna pasand farmaeengy k ye wohee bhuto zinda hey zardaari ki sorat mein ?
 

Jami786

MPA (400+ posts)
Promise of PPP in 2008

Rapid Economic Growth
Combating Unemployment
Targeted Poverty Programme
Just Labour Policies
Private Sector as Engine of Growth
Accelerating Agricultural and Rural Growth
Ensuring Water Security
Ensuring Energy Infrastructure
Fisheries
Growth-Inducing Transport Infrastructure Developmen
The Party is determined to overhaul the taxation
system and bring about changes which will lead
to fair practices, rational tax slab, curtailment of

discretionary powers and growth of business and
industry. The tax system will be made taxpayerfriendly so that voluntary compliance is enhanced



The Party is determined to overhaul the taxation
system and bring about changes which will lead
to fair practices, rational tax slab, curtailment of

discretionary powers and growth of business and
industry. The tax system will be made taxpayerfriendly so that voluntary compliance is enhanced
Clean drinking water is a basic need. The PPP shall
create a legal framework to ensure availability of
clean drinking water for all.


A house for every family is a key part of the PPP
slogan Maang Raha Hai Har Insaan, Roti Kapra Aur
Makaan.


The Pakistan Peoples Party makes a sacred pledge
to the people of Pakistan that it will lead our
Nation to peace and prosperity. It will build a
tomorrow better than any of the yesterdays we
have known by following in the footsteps of our
heroic leaders, Quaid-e-Azam and Quaid-eAwam to build a federal, democratic, egalitarian
Pakistan. The PPP believes that the key to the
advancement of Pakistan lies in focusing on
employment, education, energy, environment
and equality.

Ilm Roshni, Sab Ko Kaam
Roti Kapra Aur Makaan
Maang Raha Hai Har Insaan


Now you decide. Have they fulfilled their promise.
 
Last edited:

Baazz

Senator (1k+ posts)
pehli dafa koi kaam ki post lagai ha ap na...bhutto ki is bahaduri sa inkar nahi..chata tu jeddah option bhi qabool kr sakta tha...
is like ka hr gez hr gez koi matlab nahi laina...is ka elawa baqi kachra he ha..
 

aimless

Minister (2k+ posts)
no bro he died, let him rest in peace and plz stop humiliating him its a request to current PPP and their gr8 leader Zardari ..
 

Darik

MPA (400+ posts)
How long PPP will use their dead leaders for all hind of crime and looting. When you will do some good, for Pakistani poor people. you will be also buried with your dead leaders. Wait very soon you will be a history.
 

sshahid

Siasat.pk - Blogger
Same deal was offered to Nawaz Sharif by Musharraf and he accepted the deal and ran away from the country instead of defending his homeland from a traitor.
 
Zinda Bhutto ka manjan 1977 se becha ja raha hai,,Bhutto ki phansi aur Benazeer ke qatal ko jis tarah siasi maqasad ke liye use kia gaya hai us ka koi faida awam ko to nahin mila lekin is fraud party ke naam nihad leaders arab aur kharab pati zaroor ban gaye hain,,hum aisi jahil aur stupid qoum hain jin ke hero sirf qabaron ke makeen hain,,Bhutto ko jo log hero bana kar pesh kar rahe hain un ko yaad rakhna chahiye ke Bhutto ne apne iqtedar ke liye Pakistan ke 2 tukrray kar diye thay,,,Bhutto ki nationalization ki policy ne Pakistan ki growth rate ko break laga di thi warna aaj hum South Korea ban chuke hote,Bhutto ne apne daur mein beshumar siasi mukhalfeen qatal karai aur 1977 ke election mein record dhanli karai aur tasleem bhi kia ke dhandli hui hai,baad mein army ko apne khilaf chalne wali movement ke khilaf use kia aur bohat saray log marwa diye, emotional blackmailing ki drama bazi nahin chale gi,bohat ho chuka,,aur phir Bhutto ne agar apne mulk ke liye phansi qabool ki (according to his supporters) to Pakistan ko kia mila,,Benazeer aur Zardari ? aur agar NS deal kar ke 10 saal ke liye Jeddah chala gaya to Pakistan ko kia nuqsan hua,,us time pe Musharaf ko 85% awam ki support hasil thi,,,NS yahan reh kar democracy ke liye kuch nahin kar sakta tha,,
 

miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Bhutto was a real Hero. Unlike all others who strike a deal with the powerful to go to another country bhutto preferred death. That's how leaders are if they really care then they die for that cause and not run away.
 

Rommel

Senator (1k+ posts)
اس ملک دشمن کو زندہ رہنے دو،
اور باقی پاکستانیوں کو مرنے دو۔۔۔
 

Zakoota

Politcal Worker (100+ posts)
Bhutto is liay zinda hai kion kai uskai nam ki SIASAT bhe to karni hai na....DIYA JALAYE RAKHNA HAI...lol
 

wmahmooood

Senator (1k+ posts)
Thread starter aaj subah utha to us ko pachhis ho rahey they.. us ne socha kyun na thori si galian kha li jaayein to kal raat ke bilawal house ke tukray hazam ho sakein.... chunancha unho ne yeh thread start kii taa ke log unhein khoob galian dain aur un ka khana hazam ho jaye...

agli baar phr zardari....(govt me nahi... thread starter teri _____ me)
 

JusticeLover

Minister (2k+ posts)
i voted for bhutoo many times , BB and Zardari disappointed me ,

Will vote for IMRAN now and am sure he will bring prosperity in country.
 

aamirksa

Chief Minister (5k+ posts)
ابے چول بھٹو ختم اب بول ... زرداری زندہ کیوں ہے ، زرداری زندہ کیوں ہے