bhai sb awam ka kassor. awam ko he shaoor nahi hea. jab tak awam ko aqal nai aye ge hamary sath yeh he ho ga. ppp ka 1 mna hea faisalabad men us kay driver kehta hea kay baynazeer income support men jitna be hissa uss mna ko milta hea wo 1 paisa be kisi ko nai daita. awam mar gai but bhutoo aj be zinda hea