Razi Rehman
Banned
Last edited by a moderator:
yar kuch sharam karo kuch haya karo..... Usnay aisi koi baat hi nahi ki jo aisa title laga diya hay.... Issi waja say hi hamari qoum taraqqi nahi karti k hum leg-pulling mayn hi lagay rehtay hayn... Siyasi ikhtilaf apni jaga lakin bilawaja k ilzam , fazool social media videos aur gali denay say kiya acha hoga??
Waise, ais ko chooro aus ne kia kaha. Magar aur dosri evidence tum ko nazar nahi ati?
Nawaje ki aik haftee se khamoshi. Phir aus ka Modi aus ki team including Doval ka akeele milna aur Pakistan ki state ko bilkul alheeda rakhna apni guftgoo se ye kia he? Me Fauj ki baat nahi karr raha, yaad rahee waha foreign office ka bhi koi banda nahi tha.
Agar aus ko private dosti nibhani he, PM ship chore, aur India dafa ho ke Modi se roz mile hum ko koi problem nahi he.
Nawaz is a RAW agent just like Altaf, Asfandyar and Zardari. RAW
also funded GEO to back Nawaz's election campaign in 2013.
I am not a supporter of PMLN or nawaz Sharif......
lakin kiya PM insan nahi hota? uski doosti nahi hosakti kisi say? Aur agar Modi say mulaqat ka matlab dosti hay tou aur bhi log miltay hayn modi say, IK bhi mila tha if I can remember correctly....
Yar diplomacy ko, siasat ko thora sa chance do, hosakta hay wo maslay easily solve hjayen jinhayn kuch idaron nay hawwa bana k apni importance banai hoi hay.... Tamam politician iss haq mayn hayn k India say relations behter honay chayay.... aur aisa hi hona bhi chayaye.... Akhir kaar issi mail milap say kuch rasta niklay ga dono countries ki awam k liye.... karnay do ussay apni siasat, lets see kiya banata hay, lakin aisay leg pulling ka faida...
In state affairs there is no personal dosti. The responsibilities of the state, its functions, protecting its interests should be above everything. Even above your life. That's why I say, if he cannot hack it, he should quit and F off to India. Then if he meets Modi everyday, we don't care.
And ow do you say that NS has undermined the state interests agianst his personal DOSTI...... Even though I doubt if there is any personal dosti involved here but still if there is, it is nothing bad, even better that two neighbours understand better which may help improve ties between the countries.... Why always so negative??
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|