very informatic

omerkuwait

Councller (250+ posts)
inform.gif
 
harisuae

Senator (1k+ posts)
Dear Omer Sahib,

Yeh aap nay kon say aalim kayu fatway post kar diyae hain, kindly give reference.

Regarding Cigarette, there isn't mention in Quran that cigarette is HARAM aur cigarette penay say WUDU b toot jata hai.

In request admin, please don't post these kind of informations without any authentic reference.
 
omerkuwait

Councller (250+ posts)
these awnser are by Ibtisam Elahi Zaheer

(aur bhai jan mai kisi firkay ko nahe mantaa sirf theek aur ghalat ko samjnay kee koshish kerta hoon)
aur rahee baat ciggrete ke tou my dear (koee b nasha HARAM HAI) app agree kertay hoon k cigrete se health per bura asar perta hai ?
aur agar hudkashi haram hai tou ALLAH kee dee hoee health ko barbaad kerna b haram hai aur apni halal kamaee(paiso) ko aisay cigrete jaisay
Gnddey kaam per lagana b ghalat haai tou yakeenan mayray bhai cigrete haram hee hoo ga.
ALLAH mujay aur sub ko hadayat de AMIN
 
Meray bhai logic tu koi reasonable dey do. Pehlay is baat ko tu samaj loo k nasha kaya hai phir cigarette par fatwa dena, aur wuzu kaisay toot jata hai cigarette peenay say? Kindly Quran ya Hadeeth say koi reference dey doo. It is true that cigarette is not good for health, but it doesn't mean that it is haram. Agar ALLAH ki dee hoi health ho barbad karna haram hai tu ALLAH nay aur b bohat si cheezain di hain kaya sab ko barbad karna haram hai?

ALLAH hum sab ko deen ko samajnay aur os par ammal karnay ki taufeeq atta karay....
 
Last edited:

sarbakaf

Siasat.pk - Blogger
I am still waiting for your reply.....

If cig is haram that means every thing we eat can be included in same catagory , e.g tea as it is also an addiction and affects health, coffee , what about milawati food we get from market is it also not haram ???

Petrol usage and factories are making our environment polluted and less safe does that mean it is haram to carry on such a business ???

first get clear what is nasha ...any thing that takes away your sences ....and you have no control of your action and your mind is unable to analyse and apprehend the situation. does cig has same effects ??? people should read hadith of Mother hazrat ayesha R.A about the quantity and usage of any thing that causes nasha ....and many thing will be clear to them.

if we take fatwa of this aalim saab , and then go and look at ila abad in india where every person is having tobacco in pan ....including ordinary people and aalims....what would you say about it then ?
 
omerkuwait

Councller (250+ posts)
Dear Brother And Sisters please iss video mai QURAN ki ayaat aur hadees k reffrances ko ghoor say perna aur app zara hud apnay dimagh say b socho k agar aik cheez haram hai tou uss k isstimaal k baud wadu kaisay reh sakta hai .(plz think before to revenge)

omerkuwait

Councller (250+ posts)
@harisuae

bro plz can u explain me k agar koee cheez haaram hai tou uss ka istimaal k baud wadu kaisay baki rehta hai?

aur yah app keh doo k ciggrete haram nahe hai then i m out.
i have now answer.
 
lotaa

Minister (2k+ posts)
Cigerrate peena makrooh hai

ciggeratt peena makrooh hai,haraam us waqt ho ga jab us mein nasha ho ga,cigeraate peenay se wozoo toot jata hay is ka nahi pata kisi mufti sahib se poch kar bataon ga,jo pata tha bataa diya,ALALh hum sab ko hadeyet de aameen
 
harisuae

Senator (1k+ posts)
@harisuae

bro plz can u explain me k agar koee cheez haaram hai tou uss ka istimaal k baud wadu kaisay baki rehta hai?

aur yah app keh doo k ciggrete haram nahe hai then i m out.
i have now answer.

My dear Bro,

Yeh hum nay decide nahi karna k wuzu kis say tootta hai. Quran and Hadith has decided about this. Agar cigarette haram hai tu ''PAAN'' k baray main kaya hayal hai, yeh b tu nasha hai. This was bullshit in video that Jo cigarette peeta hai wo na namaz parhta hain na roza rakhta hai. Main nay tu kisi aisy banday ko nahi dekha jo cigarette peeta ho aur namaz ya Roza na rakta hoo.

Agar cigarette haram hota tu Saudi Arab main yeh ban hota................
 
Night_Hawk

Siasat.pk - Blogger
these awnser are by Ibtisam Elahi Zaheer

(aur bhai jan mai kisi firkay ko nahe mantaa sirf theek aur ghalat ko samjnay kee koshish kerta hoon)
aur rahee baat ciggrete ke tou my dear (koee b nasha HARAM HAI) app agree kertay hoon k cigrete se health per bura asar perta hai ?
aur agar hudkashi haram hai tou ALLAH kee dee hoee health ko barbaad kerna b haram hai aur apni halal kamaee(paiso) ko aisay cigrete jaisay
Gnddey kaam per lagana b ghalat haai tou yakeenan mayray bhai cigrete haram hee hoo ga.
ALLAH mujay aur sub ko hadayat de AMIN
Br please provide the authentic link and where these questions were answered for reference.
 
Back
Top