Time management skills (Eliminate useless habits from your life) - Allama Raza Saqib

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
AAP AISEE POST NA KARAIN JIS SAY DOSROU KO TAKLEEF YA PROBLEM HOU SHUKRIYA
Agar may yeh aap say kahoon Kay aisse post na karain jis say doosron ko takleef ho tu Kiya aap post nahi karain gaay?
May mullah aur hadeeth ko nahi maanta.
Yeh meri marzi hay right?
Quran detailed aur complete hay. Mujhay yeh doo number moulvi siraf gumrah kar saktay hain.
Problem pehle apko hui thy upar jake dekhlen. Jahil hain buhut purane aur dheet bhe hain
O baywaqoof insaan may nay tujhay tag Kiya tha?
 

Wake Up Pakistan

Chief Minister (5k+ posts)
Agar may yeh aap say kahoon Kay aisse post na karain jis say doosron ko takleef ho tu Kiya aap post nahi karain gaay?
May mullah aur hadeeth ko nahi maanta.
Yeh meri marzi hay right?
Quran detailed aur complete hay. Mujhay yeh doo number moulvi siraf gumrah kar saktay hain.

O baywaqoof insaan may nay tujhay tag Kiya tha?

AGAR AAP KO QURAN AUR AHADEES KA ILM HOTA TOU AAP DOSRAY INSAAN KE DIL AZARI NA KARTAY YA KISE PAI TUHMAT YA GALAT BAAT NA KARTAY AUR PHIR APNI GALTI PAI QAIM BE HAIN

AAP KHUD 1 NUMBER HAIN YEAH DECIDE KAR LAIN PLEASE
 

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
AGAR AAP KO QURAN AUR AHADEES KA ILM HOTA TOU AAP DOSRAY INSAAN KE DIL AZARI NA KARTAY YA KISE PAI TUHMAT YA GALAT BAAT NA KARTAY AUR PHIR APNI GALTI PAI QAIM BE HAIN

AAP KHUD 1 NUMBER HAIN YEAH DECIDE KAR LAIN PLEASE
Jee Alhamdulillah Quran key kafi samajh hay laykin ahadeeth lo may nahi manta.
May nay kis insaan key dil azari key hay.?
Kiya meray paas ikhtlafe raay rakhnay ka haq nahi.
 

mirror777

Senator (1k+ posts)
Jee Alhamdulillah Quran key kafi samajh hay laykin ahadeeth lo may nahi manta.
May nay kis insaan key dil azari key hay.?
Kiya meray paas ikhtlafe raay rakhnay ka haq nahi.
Apne bongi harkatein ki hain. Ikhtilaf karna sekho pehle. Tu Quran bhe nai manta hai, tu sirf apne nafs ko manta hai samjha. Aj kal roze rakh raha hai? Ya tere mazhab mein 9 roze farz hain.
 
Last edited:

Wake Up Pakistan

Chief Minister (5k+ posts)
Jee Alhamdulillah Quran key kafi samajh hay laykin ahadeeth lo may nahi manta.
May nay kis insaan key dil azari key hay.?
Kiya meray paas ikhtlafe raay rakhnay ka haq nahi.
YEAH IKHTILAFI RAYE NAHEE
YEAH KHULI INSULT HAI JO AAP KAR RAHAY HIAN DOSRAY INSAAN KEE YA US KAY THREAD KEE

BAKEE MERA MASHAWRA HAI AAP AHADEES KAY BAGAIR QURAN PAK KO NAHE SAMAJ SAKTAY

AUR QURAN N AHADEES KO SAMJNAY KAY LIA AAP KO KISEE USTADD SAY SEKHNA PARTA HAI

SUB KUCH KHUDEE SAMAJ NAHE ATEE PYARAY
 

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
Apne bongi harkatein ki hain. Ikhtilaf karna sekho pehle. Tu Quran bhe nai manta hai, tu sirf apne nafs ko manta hai samjha. Aj kal roze rakh raha hai? Ya tere mazhab mein 9 roze farz hain.
Meray paas tujh jaysay jahiloo la
YEAH IKHTILAFI RAYE NAHEE
YEAH KHULI INSULT HAI JO AAP KAR RAHAY HIAN DOSRAY INSAAN KEE YA US KAY THREAD KEE

BAKEE MERA MASHAWRA HAI AAP AHADEES KAY BAGAIR QURAN PAK KO NAHE SAMAJ SAKTAY

AUR QURAN N AHADEES KO SAMJNAY KAY LIA AAP KO KISEE USTADD SAY SEKHNA PARTA HAI

SUB KUCH KHUDEE SAMAJ NAHE ATEE PYARAY
Piyaray yaheen maar kha gaay ho.
Hadeeth fake hain aur Quran authentic hay.
Don't compare the two.
Allah nay aqal dee hay khud apna deemagh bhi istimall karlo.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
naasikho mansookh
Shan-e-Nazool
riwayaat ke zariye quraan ki tafseer
surah abasa ki ghalat tafseeren
surah annajm ki ghalat tafseeren
bukhaari ki ghalat riwayaat bukhaari 4616
bukhaari about nikah age
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
insaanu ki baatun main jo woh karte aur likhte hen tarah tarah ki ghaltiyan payee jaati hen. aur to aur khud khudaa ki kitaab main jo hissa insaanu ka hota hai us main bhi ghalatiyan payee jaati hen. yahee wajah hai quraan ki mojood caapiyun main bhi ghaltiyan payee jaati hen jo qadeem zamaane se hamaare paas mojood hen.

lihaaza ye samajhna keh hadees ki kitaaboon main ghalatiyan payee hi nahin jaa saktin bilkul ghalat aqeeqda ho ga. bilkul issi tarah ye kehna keh khudaa ke siwaa koi drust baat ker hi nahin sakta bilkul ghalat baat ho gi. duniya main aaj tak koi aik insaan bhi peda nahin huwa jis ki her baat hi ghalat ho.

lihaaza asal baat drust baat ko drust aur ghalat baat ko ghalat maanana hai. haan woh mayaar zaroora maloom karne ki koshish karni chahiye jis ki bunyaad per kisi baat ko drust ya ghalat kahaa jaa sake ya saabit kiya jaa sake.
 

Back
Top