Quaid E azam Muhammad Ali Jinnah ne aik Fauji ko us ke Coller se Pakkar kar Uthaya aur Farmaya , You are a Servent of Civilian Leadership , You have No Bussiness to Interfare in Politics
Us k Baad Fauj ne kia kuch kia Woh aik Dastan hai . Aik Sharam Naak Dastan
Jahan tak Container par Kharray is Imrani Ghulam ki baat hai to Is Jaise Imrani Ghulam to is Forum Par bhi Maujood Hain
Now the Question is What is the difference Between Zulfiqar Ali Bhutto , Nawaz Shareef , and Imran Khan
Bhutto Ayub ka sathi tha , Ussay Daddy Kehta tha , Lekin wohi Bhutto Ayub k khilaf khara hua , Mulk main Pehli baar aik Siasi Jamaat banai PPP , phir Yahya Khan k Khilaf khara hua , aur Us ka End dekho k woh Zia k haathon Phansi Charha
Nawaz Zia ul haq ki Aulad samjha jata hai , Chalo maan lo k Nawaz Zia ki Aulad hai aur ussi ki Baqiyaat hai , Lekin Nawaz k saath bhi Fauj ne Wohi Salook kia jo Bhutto k saath kia , Sab se Pehle us par waar kia 12 OCT 1999 ko , aur aaj bhi jo kuch Nawaz k khilaf ho raha hai us k peechay fauj hai kuin k nawaz ne Zardari ki Tarha Obedient servent banne se Inkar kia hai aur yehi us ka kasoor hai , yeh sirf political Idiots hain jo Door tak dekh nahi sakte , Nawaz main Hazar buraiyan sahi lekin yeh baat sach hai k us k khillaf last 16 months se jo kuch hua hai , us main nawaz ka kasoor sirf itna tha k us ne Musharraf ko Safe Exit nahi diya aur zardari ki Tarha fauj k aage surrender nahi kia , Aur main samajhta hoon bilkul theek kia nawaz ne
Bhutto aur Nawaz Dono ne apni aur kisi ghalti se sabaq bhalay na seekha ho lekin aik baat in dono main commen hai k yeh dono Civilian Leadership ke upper hand k liye larte rahe , Aur yehi tha In dono ka Sab se Barra Gunnah , Nawaz Sharif Jaise Ghatya Leader ko Bhutto se compair nahi kia ja sakta lekin in dono main yeh aik baat commen thi
Ab main baat karoon ga Firqa e Imrania se Taluq rakhne walo Tumhare aaqa Imran Khan ki
Yeh Woh Bad naseeb Shaks hai jo Musharraf ke referendum main musharraf ka supporter tha aur us k truck par charha , Khan sahab openly 14 saal tak jab bhi mauqa mila maafi mangte rahe aur kehte rahe k yeh un ki Sab se barri ghalti thi , Lekin in ka End kis par hua , je haan in ka END 14 august ko shroo hone wali aik aise drame par hua jis main Khan sahab khud ahtaraaf karte hain baar baar k UMPIRE ungli khari karne wala hai :) , yeh Woh 26 dinon ka drama hai jis main hum ne tarha tarha k manazir dekhe aur un main aik manzar yeh bhi tha jab in ki Party k Saddar Javed Hashmi ne in par ilzam lagaya k Qadri aur Imran dono k peechay fauj hai
main nahi janta k aage chal kar Khan sahab ka End kis baat par hoga , Lekin is waqt jo un se hua us par par main yehi Kahoon ga Shame On You Imran Khan , and dont compair yourself with Zulfiqar Ali Bhutto and Nawaz Sharif , Bhutto aur nawaz Jaise bhi the woh samajh gaye the k Jamhuriyat ka Dushman kaun hai , Afsoos ka muqam hai Khan sahab aap par ke aap to yeh tak na samajh sake k aap ko Election harwane wali asli Quwwat kaun si hai
Aur Is White Shalwar Qameez wale ne Imran Khan ko Quaid e azam se milaya , mujhe koi Hairat nahi hui :) kuin k main PTI k supporters ki mentality Khoob samajhta hoon, In main aur kisi Azeem Tareen Jahil main koi farq nahi , balke main to jis din se is forum par hoon yehi keh raha hoon k sab se barre Siasi Jahil agar koi hain to woh PTI ke supporters hain
Khudara Quaid e azam ke saath Us Shaks ko na milaya jai jo apne UMPIRE uncle ke saath mil kar apne Canadain Padri ke Hamrah Yahan 26 din se aik Circus Laga kar baitha hai . Yeh us Quaid e azam ki Insult hai jis ne aik Fauji ko us k Coller se pakkar kar uthaya tha aur Kaha tha , You are a Servent of Civilian Leadership , You have No Bussiness to Interfare in Politics
Khan Sahab Bhutto ki to aap ne pehle bhi bohut baar Tareef ki hai , Kash aap ko itni sharam aati k aap Parliament k samne kharre ho kar yeh na kehte ke Pakistan ko Is Parliament ne Itna Nuqsan pohunchaya jitna kisi dictator ne nahi pohunchaya
Khan Sahab Pakistan ko Parliament ne bohut bohut Kam Nuqsan pohunchaya , Pakistan ko nuqsan aap ke DEAR UMPIRES aur unhi ki biradari ne pohunchaya , aur aap bhi aaj hamare Prime minister nahi hain to ussi umpire ki badolat kuin k 2013 k election se pehle hi yeh decide ho chuka tha k Imran Khan ko kisi bhi keemat par Pakistan ka Prime minister nahi banne dena
aap ki politics se Shadeed Ikhtalaf k bawajod aur aap par shadeed tareen Tanqeed k bawajood main aap k liye Dua karta hoon k aap apne Dushman ko Pehchan jain
I can uderstand that this guy likes his leader and would like to show that standing right next to him but come on now - Jinnah and IK?
Wow... Bravo sohraab. Excellent write. I have saved this post of yours for reference purposes. Thanks a lot buddy
Wow... Bravo sohraab. Excellent write. I have saved this post of yours for reference purposes. Thanks a lot buddy
Aap note karain
jis waqt Imran Khan ne Mike le kar Bhutto ki Tareef ki to is White Shalwar Qameez wale Shaks ne kaha Sir Woh zamana aur tha , Yani k is ne Bhutto ke bare main Imran Khan k moon se nikalne wali baat ko bhi Rad kar diya
Darasal yeh aik Intahai Beemar Zehniyat k loog hain aur yeh Is Zehni Beemari main bohut Khatarnaak Mental Stage ko pohunch gaye hain
Main aap ko Yakeen se kehta hoon k agar main is White Shalwar Qameez wale larke se Bhutto k bare main poochon to is ko chaar paanch baaton se ziada kuch maloom na hoga , yeh hai in ki mental condition
nawab saab imran ney shaheed key baarey frma ker is form say lekr us chwl treen bndey key mnh per zoor daar thapar mara hai shaheed ney jo kaam key hain vh abhi koi krney ki srf soch sakta hay aesey hi bandey apney leader koo phoonk maar ker charha detey hain aur phir waqt aaey to nazar bhi nheen aatey khan saab ko aesey bndoon say hoshiaar rehna chahey aur yeh baat sub ko yaad rakhna chahey key bhutto ho ya qaid azam yeh baar baar nheen peda hotey afsoos key hum ney unki qadar nheen kii aur donon ko is dunya sai be yaro madadgaar akela chor dya
nawab saab imran ney shaheed key baarey frma ker is form say lekr us chwl treen bndey key mnh per zoor daar thapar mara hai shaheed ney jo kaam key hain vh abhi koi krney ki srf soch sakta hay aesey hi bandey apney leader koo phoonk maar ker charha detey hain aur phir waqt aaey to nazar bhi nheen aatey khan saab ko aesey bndoon say hoshiaar rehna chahey aur yeh baat sub ko yaad rakhna chahey key bhutto ho ya qaid azam yeh baar baar nheen peda hotey afsoos key hum ney unki qadar nheen kii aur donon ko is dunya sai be yaro madadgaar akela chor dya
aap ne bilkul sahi kaha aur main yeh bhi kehta hoon k Imran Khan agar Pakistan ka PM ban gaya to Woh bhi Pakistan ko bohut aage le jai ga , woh mere Soobe main hakumat kar raha hai aur jo loog us yeh baat kar rahe hain k KPK main us ne police ko theek kia hai woh bilkul sach keh rahe hain aur hamare KPK main corruption bhi kam hai sirf Imran Khan ki wajha se , Imran Khan k Dushman wohi hain jo bhutto aur BB k dushman the , umeed hai aap samajh gaye honge
Aur aik baat aur bhi aap k ilm main hogi k agar Imran Khan PM ban gaya to phir Pakistan ki foreign policy bhi aazad hogi aur is mulk ki kuch quwatain nahi chahtin k Pakistan ki foreign policy aazad ho , Pakistan ki history mai sirf aik PM tha jis ne Pakistan ki foreign policy ko aazad kerwaya tha ur woh Bhutto tha aur bhutto ka jo Anjam hua aur Jin k haathon hua woh aap ko Pata hai
شہید کا جرم یہی تھا کے انہوں نے ان وردی والوں کو ذلت کی زندگی سے نکالا میرے بہت سارے عزیز رشتےدار جو اس وقت تھے اب کچھ جا چکے ہیں اور جو ہیں وہ جو واقعات بتاتے ہیں ان کو سنک ر میں پریشان ہو جاتا ہوں کے ان کو شرم بھی نھین ائی کے اپنے محسن کو انہوں نے کس طرح تشدد کرکے شہید کیا
اس ملک کی کامیابی تب ہی ہو گی جب کوئی ایسا حکمران اے جو کے سٹیبلشمنٹ کے آگے جھکے نہیں اور وہ پولیسی بناے جو کے عوام کی امنگوں پر ہو لیکن جو لوگ خان جی کے آگے پیچھے نذر آ رھے ھین مجهے امید کم ہی ہے یہ جب برا وقت آیا تو خان صاب کو اکیلا چھوڑ کر نکل لیں گے یہی وقت ہے کے ان قریشیوں ترین تیلی ماسٹر شیدا ٹلی وغیرہ سے جان چھڑا کر عوام پر بھروسہ کرے پر لگتا ہے اس عمر میں آکر کہاں جی باری لینا چاہتے ہیں کیوں کے کافی انہوں نے صبر کر لیا ہے لیکن یہ بہت غلط ہو گا کے آنے والی حکومت میں یہ لوگ بھی شامل ہوے انہوں نے بھٹو جیسے بندے کو نہیں چلنے دیا تو خان جی تو پھر بھی توتی مولی ہیں
quaid e azam muhammad ali jinnah ne aik fauji ko us ke coller se pakkar kar uthaya aur farmaya , you are a servent of civilian leadership , you have no bussiness to interfare in politics
us k baad fauj ne kia kuch kia woh aik dastan hai . Aik sharam naak dastan
jahan tak container par kharray is imrani ghulam ki baat hai to is jaise imrani ghulam to is forum par bhi maujood hain
now the question is what is the difference between zulfiqar ali bhutto , nawaz shareef , and imran khan
bhutto ayub ka sathi tha , ussay daddy kehta tha , lekin wohi bhutto ayub k khilaf khara hua , mulk main pehli baar aik siasi jamaat banai ppp , phir yahya khan k khilaf khara hua , aur us ka end dekho k woh zia k haathon phansi charha
nawaz zia ul haq ki aulad samjha jata hai , chalo maan lo k nawaz zia ki aulad hai aur ussi ki baqiyaat hai , lekin nawaz k saath bhi fauj ne wohi salook kia jo bhutto k saath kia , sab se pehle us par waar kia 12 oct 1999 ko , aur aaj bhi jo kuch nawaz k khilaf ho raha hai us k peechay fauj hai kuin k nawaz ne zardari ki tarha obedient servent banne se inkar kia hai aur yehi us ka kasoor hai , yeh sirf political idiots hain jo door tak dekh nahi sakte , nawaz main hazar buraiyan sahi lekin yeh baat sach hai k us k khillaf last 16 months se jo kuch hua hai , us main nawaz ka kasoor sirf itna tha k us ne musharraf ko safe exit nahi diya aur zardari ki tarha fauj k aage surrender nahi kia , aur main samajhta hoon bilkul theek kia nawaz ne
bhutto aur nawaz dono ne apni aur kisi ghalti se sabaq bhalay na seekha ho lekin aik baat in dono main commen hai k yeh dono civilian leadership ke upper hand k liye larte rahe , aur yehi tha in dono ka sab se barra gunnah , nawaz sharif jaise ghatya leader ko bhutto se compair nahi kia ja sakta lekin in dono main yeh aik baat commen thi
ab main baat karoon ga firqa e imrania se taluq rakhne walo tumhare aaqa imran khan ki
yeh woh bad naseeb shaks hai jo musharraf ke referendum main musharraf ka supporter tha aur us k truck par charha , khan sahab openly 14 saal tak jab bhi mauqa mila maafi mangte rahe aur kehte rahe k yeh un ki sab se barri ghalti thi , lekin in ka end kis par hua , je haan in ka end 14 august ko shroo hone wali aik aise drame par hua jis main khan sahab khud ahtaraaf karte hain baar baar k umpire ungli khari karne wala hai :) , yeh woh 26 dinon ka drama hai jis main hum ne tarha tarha k manazir dekhe aur un main aik manzar yeh bhi tha jab in ki party k saddar javed hashmi ne in par ilzam lagaya k qadri aur imran dono k peechay fauj hai
main nahi janta k aage chal kar khan sahab ka end kis baat par hoga , lekin is waqt jo un se hua us par par main yehi kahoon ga shame on you imran khan , and dont compair yourself with zulfiqar ali bhutto and nawaz sharif , bhutto aur nawaz jaise bhi the woh samajh gaye the k jamhuriyat ka dushman kaun hai , afsoos ka muqam hai khan sahab aap par ke aap to yeh tak na samajh sake k aap ko election harwane wali asli quwwat kaun si hai
aur is white shalwar qameez wale ne imran khan ko quaid e azam se milaya , mujhe koi hairat nahi hui :) kuin k main pti k supporters ki mentality khoob samajhta hoon, in main aur kisi azeem tareen jahil main koi farq nahi , balke main to jis din se is forum par hoon yehi keh raha hoon k sab se barre siasi jahil agar koi hain to woh pti ke supporters hain
khudara quaid e azam ke saath us shaks ko na milaya jai jo apne umpire uncle ke saath mil kar apne canadain padri ke hamrah yahan 26 din se aik circus laga kar baitha hai . Yeh us quaid e azam ki insult hai jis ne aik fauji ko us k coller se pakkar kar uthaya tha aur kaha tha , you are a servent of civilian leadership , you have no bussiness to interfare in politics
khan sahab bhutto ki to aap ne pehle bhi bohut baar tareef ki hai , kash aap ko itni sharam aati k aap parliament k samne kharre ho kar yeh na kehte ke pakistan ko is parliament ne itna nuqsan pohunchaya jitna kisi dictator ne nahi pohunchaya
khan sahab pakistan ko parliament ne bohut bohut kam nuqsan pohunchaya , pakistan ko nuqsan aap ke dear umpires aur unhi ki biradari ne pohunchaya , aur aap bhi aaj hamare prime minister nahi hain to ussi umpire ki badolat kuin k 2013 k election se pehle hi yeh decide ho chuka tha k imran khan ko kisi bhi keemat par pakistan ka prime minister nahi banne dena
aap ki politics se shadeed ikhtalaf k bawajod aur aap par shadeed tareen tanqeed k bawajood main aap k liye dua karta hoon k aap apne dushman ko pehchan jain
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|