So True... Sometimes We are so selfish

lotaa

Minister (2k+ posts)
Bewqoof aur be hiss Qoom

main tu humaisha kehta hoon ,hum bewqoof qoom hain,lekin aik cheez ka aur azafa ho giya,hum be hiss b ho chukay hain,aisya be hiss,k jaisay insaan jab bemaar hota hay,ya us ka pait kharab hota hay,tu us ko kisi cheez ka zaiqa feel nahi hota,phir wo Doctor k paas jata hay aur dawai leta hay phir theek hota hai,is be hissi ka aik hi ilaaj hay ,ALALh aur us k RASOOlpbuh k bataye howay tareeqay par amal kiya jaye,warna ye be hissi aik din hewaniyat mein badal jaye gi,ALLAH hum sab ko hadayet de aameen
 

mmalihk

MPA (400+ posts)
Jab yeh road per rokh kar cha pani (tea and water money) latey hain uss main eid bhi hotey hai..........
 

sarbakaf

Siasat.pk - Blogger
o bhai
jis qaum ke tarbeyat he nahi hoee us say kaya expect kartay hooo

yeh aik police wala roo rahah hai...magar what about those people jinhan rooz police roolati hai
 

Abher

Politcal Worker (100+ posts)
This is really sad but the POLICE has no respect in the country. They, themselves, have ruined their image.... People consider them the looters not the protectors....
 

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
Police had created their image so that no one like to be close to them.

They never show the love to ordinary citizens.
They think their power is in their uniform.

Police has to change their attitude, must show their love and cooperation for everyone.
 

cifa1

Citizen
ھم لوگ بھی عجب لوگ ھیں کوئ بات کر دے تو بغیر سوچے سمجھے

اس کی حمایت شروع کر دیتے ھیں ارے بھائ یہ اس کئ ڈیوٹی کا حصہ ھیں

کہ وہ لو گوں سے نہ گھولے ملے دور سے ان پر نگاہ رکھے

کیونکہ دہشتگرد بھی ان لوگوں میں ملے ھو تے ھیں

یہاں یورپ میں پولیس ہر حال میں بندے سے پانچ قدم دور رہتے ھیں

احتیاط کے طور پر باقی پاکستانی میڈیا اس کو ابھی تربیت کی بہت ضرورت ھیں

اگر یہ لوگوں سے عید ملتا تو بھی تنقید ہوتی یعنی ھر حال میں تنقید
 

Back
Top