Shahbaz sharif to shaid Party head baney ya na baney is ka kuch nahi kaha ja sakta, laikin ager Kalsoom Nawaz NA 120 se nahi jeeti to Shahid Khaqan Abbasi ko hattana mushkil hoga, har 2 maah baad PM change nahi ho sakta, ye koi drama nahi jis ki har haftey nai qist aaey