Baatien kerne mein to TUQ mahir hain, Amal mein kamzor, lekin baat sahi hai, ek aadmi ya party ek hudd tak kam ker sakti hai. qoum sou rahi hai jab ke roz unko yeh corrupt khandan teeka laga rahe hain, qoum ko koi asr nahi hota, jis din sahi mehno mein jaag gai to fir dekhnay wala scene hoga.